Mohobbat Ke Suhane Din
By Mohammed Rafi
Album not known
Not the right song? Post your comment for help

Mohabbat ke suhaane din, jawaani ki hasi raatein
judaai mei nazar aati hain, ye sab khwaab ki baatein
mohabbat ke suhaane din
Ye tanhaai nahi thi, is jagah thi pyaar ke mehfil
tere gum se gale mil kar, jahaan ab ro raha hai dil
yahin hans hans ke hoti thi, kabhi apni mulaqaatein
mohabbat ke suhaane din
Mere mayoos hoton pe, tere gum ki kahaani hai
kahaani ye nahi gum ki, ye ulfat ki nishaani hai
ye aansoo aur ye aanhein, mohabbat ki hain saugaatein

Showing search results from SongSearch